Mastaani kahe
Na dil lagao meri jaan
Jaanu dil phenk tu badnaam
Hasti hai woh Jaise pankhudi gulaab Thamaaye dilon ke yeh sailaab
Puchu unse Chupe kaha the ab talak Dhoonda zamin yeh har falak
Kehti hai mujhse Tere maanu na ailaan Dil phenk tu badnaam
Dil pishori tu kare Duniya se na dare Shohrat yeh teri Do din ki mehmaan
Kathayi aankhein Latton mein laakhon hai kirdaar Giraaye dilon ki yeh sarkaar
Puchu unse Chupe kaha the ab talak Dhoonda zameen yeh har falak
Kehti hai mujhse Tere maano na ailaan Dil phenk tu badnaam
Dil pishori tu kare Duniya se na dare Shohrat yeh teri Do din ki mehmaan
SOLO
Mastaani woh hai kahaa? Dhoonda maine yeh jahaan
Mastaani woh hai kahaa? Dhoonda maine yeh jahaan
Mastaani woh hai kahaa? Dhoonda maine yeh jahaan
Mastaani = Intoxicated; Also 2nd wife of Bajirao
Dil phenk = Flirt
Pankhudi = Petal Sailaab = Flood / Overflow
ab talak = ab tak falak = heaven
ailaan = declaration(s)
dil pishori = flirting
shohrat = fame
Kathayi = brown / chocolatey Latton = Hair